agar aansu na hote aankho mein, to aankhen itni khoobsurat na hoti, agar dard na hota dil mein, to khushi ki keemat pata na hoti, agar bewafai na ki hoti waqt ne, to wafa ki kabhi chahhat na hoti, agar mangne se puri ho jaati muraadein, to uss khuda ki kabhi zaruratt na hoti,,, |