Home     What You want    Search    What others want     Tell a friend    Sign In
shayari 4 u ............................

kyun rakhu main ab apni kalam mein syahi,
jab koi armaan dil mein machalta hi nahi,
na jane kyun sabhi shak karte hain mujh par,
jab k koi sukha phool meri kitab main milta hi nahi,
******************************************

Umar ki raah me raaste badal jate hai,
Waqt ki andhi me insan badal jate hai,
Sochte hai tumhe itna yaad na kare lekin
ankh band karte hi irade badal jate hai.....
******************************************

Paane se khone ka maza aur hai…
Bandh aankhon main rone ka maza aur hai…
Aansoo bane lafz aur lafz bane shayari…
aur uss shayari main tere hone ka maza aur hai…

This is static(HTML) version of this page. Please click here to see the latest version
Tags
manoj
Contact
manoj0680@gmail.com
Posted By : manoj0680

comments
 Comments
 kyun rakhu main ab apni kalam mein syahi,
jab koi armaan dil mein machalta hi nahi,
na jane kyun sabhi shak karte hain mujh par,
jab k koi sukha phool meri kitab main milta hi nahi,
 By : manojkumarchauhan2007 on 10 Jul 2010 12:54 am
Home     What You want     Site Map     RSS     Tell a friend     Contact Us     About Us
counter © Whatyouwant.in